Unnamed: 0 int64 0 15.6k | Sentences stringlengths 1 2.4k | Labels stringclasses 4
values |
|---|---|---|
600 | bhai 70 se 80 tak ho this price is much better tab maza ayega is mobile ko khareedne ka warno bohat expensive ho jayega | neg |
601 | bhai aap ki request ke liye ye munasib thread nehi hai | neg |
602 | bhai dhyan rakhna .. photo me jo bandook rkhe ho sar pe wo chal na jae .. | neg |
603 | bhai jan jin batoon ka zikar bilwal nay kiya h ye batain unhain karni nahi chaiye thain kyun k govenment un ki h . ye khud hi pata karwa sakte h . qatil kon h . hum gharib logon ko ghar , bachon kle taleem free , khane ki ashia kum rate per mile . ye bhi behat h . | neg |
604 | bhai link work nahi ker raha hai please wapas se link upload karen | neg |
605 | bhai mere pass usb hai '' write protected '' hai aap ne jo soft diya hai os se format nahi huwa ... | neg |
606 | bhai pakistan mein price double he hoti hai lootein gay pehlay to phir he original price pay aye ga 80000 say oper he lauch hoga pak mein | neg |
607 | bhai aap kyun aisa khelte ho crucial times pe ? 150 - 5 in 31 overs and u are out .. | neg |
608 | bhai aap pehle cricketer hoge to adulthood se pehle retire ho rahe ho | neg |
609 | bhai ab iphone 6 kon khreedey ga jinhon ney khreeda hai woh bhi wapis kr rhey hain ye pocket main rkho to bend ho jata hai is ki body bohd nazuk hai . | neg |
610 | bhai ab to yeh alam hogaya hai k govt . tax alag , sms centre alag charj le rahe hain bal k ab to rs . 20 ki balance to hoti hi nahi hai uper se shop wale ne apna tax bhi laga diya k rs . 100 se kam balance per rs . 1 . 00 charj . oh , allah ab kiya hona hai i am waiting for next govt . decision | neg |
611 | bhai angrezi mein likh do . \ kya masla ha . | neg |
612 | bhai apne paisy zaya na karo qmobile 3 ya 4 months tak apni perfomance dikhata hai phir bekaar | neg |
613 | bhai g ap ka thread to meri screen par show he nahi ho raja | neg |
614 | problem to hain lakin bhai is phone ki problem to mention kar dain | neg |
615 | bhai is se achi to ccopy paste waali thi . | neg |
616 | bhai mere pas sindhi languge whats app main sahi nhe aa rahi | neg |
617 | bhai mjhy buht expensive pr jae ga | neg |
618 | bhai nokia c1 4g nahe ho ga agar software acha hy to aysa software ka kya kerna | neg |
619 | bhai oppo bohat mahnge set sale kar raha ha ager ye set 15 ka hota to thk tha is itni bhi koi khas bat nhi ha | neg |
620 | bhai or kya karay geo nay paisay dya hain , programme ka time bhi pura karna hai , rozi halal karni hai | neg |
621 | bhai ptc sites . per kaam na kra kren ek to time waste or hath kuch ni aata | neg |
622 | bhai scame lag to nai rahi q k ye 2013 se chali aa rahi he aur 2015 me update bhi hui he , lakin asal ma kuch kharabi ha | neg |
623 | bhai un saab ka paisa mehnat ka haiakal aur mehnat ka nateeja hamaray aksar noo dooletyoon ka paisa loot ka hai aur lootnay wala khabi dainay wala haat aur dil nahi rakhta | neg |
624 | bhai yar kya masla he plz hal kro jaldi | neg |
625 | bhai yeh download nhi horaha | neg |
626 | bhaiyo set ki ram kam ha jiski wajah say hang hoga | neg |
627 | bhatti saab aap abhi tak zinda ho may to samjha tha k ab tak minaar e pakistan pe latak jaan de chuke hoge aise leader hunge to kon vote dega salute to punajabi voters | neg |
628 | bhatti sahab kaafi funny hain ... hain ? haan . :) salma ka character bohot zyada artificial hai . ye samajh main nahin aata kay akhir salma , sikander se talaq kyun nahin le leti kyun jabkay naa to sikander aur naa hi saas ka ravaiyya acha hai salma kay saath . kaun si orat aisi hogi jo apnay lafangay zaalim & amp ; m... | neg |
629 | bhaya bta tu raha hoon . trend top pr aya hai , us k bad khan n tweet kiya . kya ap ko meri bat pr yakeen nahin | neg |
630 | bhayo ye sub **** pan mein hamari police b shamil hai jis ka kaam hai hamari hifazat karna par kuch police walo ki waja say hamari police bht bdnaam hai bus mein to itna kehta hoo kay hamari police agr apna farz smjh jai tu crime jar say khatam hojaye ga | neg |
631 | bhi sahib yahaan 15 laakh pakistani ka shikaar to already kar rahy | neg |
632 | bhot bkwas brand hy . | neg |
633 | bht ghatiya set hai | neg |
634 | bht he bakwas set hang hota hai 3rd class technology is se tu acha hai koi brand he le ly . lanat ho q mobile pe . | neg |
635 | bht hi 3rd class mobile ha . touch b iska theek ni .. | neg |
636 | bht tough job hy jaisay banda roz exams dy raha ho :p best of luck | neg |
637 | bhunariya k paas bas aik hi phooldar blouse hai , jisay wo her episode mein pehen ker ajati hai . | neg |
638 | bhutto ek soch hai jo kabhi nahi mer sakti bikul wese hi jese mqm dahshat gard hetey hoa bhi aj bhi power men hai | neg |
639 | bhutto zinda hai , bismah mar gayi | neg |
640 | bhutto zinda nahi ? jiyalay to yehi kehtay hain k " kal bhi bhutto zinda tha aaj bhi bhutto zinda hai " | neg |
641 | bijli bahut mehngi or ghareeb ka khoon bahut sasta ho gia hay . is ki waja sirf saabka hakoomat nahi tamaam " curropt " siasat daan hain jo mil ke pehly mulk ko loot - ty hain or phir " mil baant ke " khud hi moaf karwa lety hain .... or un ke allah ka nazil hony waala qehr ghareeb awaam pe bhi barasta hay , har taraf ... | neg |
642 | bijli ki qeemat main izaafa ki bajay sirf wazeer bijli ko hata dia jay or kissi parhy likhy aadmi k wazarat di jay jiss ko apni or hakoomat ki zabaan ka paas ho . had ho gai koi zabaan nahi , koi insaan agar zabaan de to jaan de deta hay lekun yeh kamaal dhitaayi se wazarat se chimty huy hain ...... apni zabaan ka paas... | neg |
643 | bijli ki qeemt kam ho sakti hay agar awam ka koi numayenda iqtdaar main aaye to ... aaj tak jitny bhi log aaye khawas ke hi numayendy thy ... hairat hay awam un ko kion vote dety han ?? 2800 arb ke bajat main agar 65 arb ki subsidi mail rahi thi to kia ghareeb ka itna bhi haq nahi tha jo is ko khatam kar dia gia .... a... | neg |
644 | bijli ki qeemtoon main izaafa zulm hay jo hakoomat kamaal dhitaayi ke saath kiey jaa rahi hay .... ghareeb awam ka hakoomat aakhir kyon nahi soochti ?? aakhir kyon sochy awam bhi to vote dety huy apna acha bura nahi sochti !!!!! aankhen band kar ke thapy lagaati hay ..... phir aisy hi amanat daar log musalatt hoon gy .... | neg |
645 | bikwas sel phone ma out of country say ly k aya bht jald heet up ho jata anf ik r problem ha is ma | neg |
646 | bil kul bkwas set hy bs sirf betre thori ashe hy | neg |
647 | bil kul bkwas set hy bs sirf betre thori ashe hy . me apny bhaiyo ko yhe mashwra dunha samsung lylo | neg |
648 | bilal ka kirdaar bohot hi masnoee , naqlee aur na - qabl - e - bardasht hai . koi bhi normal mard kabhi bhi aik badshakal , badtameez , badlehaaz , laraka , nikammi , aur kaamchor aorat ( natasha ) k pichay iss tarah kuttay ki tarah dum nahi hilata phirta ..... i hate both blilal and natasha khusra .... mera dil chahta... | neg |
649 | bilawal ki janib se national action plan par tanqeed bilkul ghalat ha | neg |
650 | bilkul baqwas mobile ha koi na lena camera 5mp likha ha or 1 mp p nahi lagta bettery timing sirf 2 ghanta chalta ha | neg |
651 | bilkul fazoooool hain | neg |
652 | bilkul sahi . agr nap implement huta to punjab tak jata or maulana aziz islamabad mei ab tak na bhetha huta | neg |
653 | bilkul sazish hai . | neg |
654 | bilkul acha set nhi h 4 inch screen farigh h | neg |
655 | bilkul b achy ni haai shakl sy pakoray | neg |
656 | bilkul bakwas drama . very very poor .... zara zoya asad sab ne galat kiya . zoobi doobi sab say ghatia . woh kisi say bhi mohabat nai kerta tha . warna loved ones ko dukh kiyun daita . just waste of time | neg |
657 | bilkul bekaar aur senseless kahani hai . bakhtawar , hishaam , & amp ; iss dramay kay writer bilkul pagal hain . iss duniya main kaun aisa ahmaq aur bewaqoof hoga jiss per bad - chalni kaa ilzam ho aur wo apni safai mein aik lafz bhi naa bolay . jab dumb bakhtawar & amp ; ulloo hishaam ko gher kay tense halaat kaa ilm ... | neg |
658 | bilkul bekaar kahani likhi hai bushra ansari ne aur ghisa pita naam rakha hai pakeeza . pakeeza aur uss ka shoher dono hi pagal hain . pagal shoher zulm kiye jata hai aur pagal biwi her zulm ko bardasht kiye jaati hai , for no sensible reason at all . director ne amna sheikh kay naatwaan kandhon per bandooq rakh ker ch... | neg |
659 | bilkul bhi acha nahin lag raha iss hairstyle main ahsan . | neg |
660 | bilkul boring aur bakwas movie hai . gaanay bhi achay nahi banaye . 45 saaal ka budha faisal qureshi kahin se bhi hero nahin lagta .... total wastage of time .... dabba movie | neg |
661 | bilkul boring drama aur bilkul fuzool kahani hai . shroo se akhir tak bus faisal qureshi kay pagalpan ko aur rudaba kay ansoouon ko dekhtay raho ... aur kuch nahin hai . | neg |
662 | bilkul g voh geet gao jo tumharey western aaqa kahein aur jis k motay motay lifafay milein sharam tum ko nahein aati | neg |
663 | bilkul hi boring kahani abhi hai tak . kuchh bhi exciting yaa interesting nahin hai iss dramay main . dead flop drama !!!!!! | neg |
664 | bilkul maza nahi aya . natasha ne itni ghatiya kerkaten keen pichlay 23 episodes main aur itni aasani se bilal ne usay muaf ker diya ... bilal thora sa ghussa dikha ker phir phuss hogaya .... rayan ne bhi kuchh nahi kaha natasha ko ... jadoo tonay waali bibi ko bhi saza nahin mili ....... | neg |
665 | bilkul sahe kaha punjab wale marketing karte hain kpk wale marketing nhi karte allah karen yen projection ka gur pti ko kabhi bhi nhi aaye | neg |
666 | bilkul theek kaha tum ne aur mujhay bohot acha aur convincing laga tumhara comment .. main nay bhi ye kabhi nahin kaha kay sikander koi achha aadmi hai ... kiran ko talaq lenay kay bajaye sikender ko aik moqa aur dena chahiye tha .. talaq lena koi maslay kaa hal nahin hai ... maza to tab ata kay kiran apni achi aadaton... | neg |
667 | bilkul third class fone he | neg |
668 | billi ko cheecharaon k khwab | neg |
669 | billo rani ke abbay naay guard of honour daikarr phansi ghat pohanchayaa thaa yaani mockery teray abbay naay shro ki | neg |
670 | bilqul nehi ! # wajha ? kyun ky thpy per thapa or chuti per chuti qoam ki barbadi ki yhi wajuhat hn ! | neg |
671 | biwi tera prgm dekh rahi hai aur majazi khudda noora aur zardari se baqaidgise commission le raha hai | neg |
672 | bkwaaaaaas tareeeeeeen | neg |
673 | bkwas story ha . geo par hi lgta ha , aap youtube par promos dekhen | neg |
674 | bohat he acha faysla kiya hai . yeh log kisi aur dunya k hein , garib logo ko sasti khushi bhi nahi de sakte aur khud un ki income 100 , 000 daily hai . allah o akbar | neg |
675 | bohat hi expensive hai qaimet to samsung jysi ha maga feature nahi . | neg |
676 | bohat mahnga phone hai | neg |
677 | bohat wahayaat movie hai !! m shocked that pakistan has started making such cheap vulgar films !! i thought this film would show something good , but india and america ki copy he karni hai to kya faida ye dekhnay ka ?? m not continuing to watch it , i just cant !! | neg |
678 | bohat . bekar . hay . mein . use . karaha . hoon . app . q ko . bhool . jao . rivo . purchase . karo . | neg |
679 | bohot acha hua kay fawad khan nahin hai iss movie main . " udta punjab " jesay bekaar naam se hi andaza ho raha hai kay dabba movie hogi . kareena kapoor ki bhi guarantee khatam ho chuki hai . | neg |
680 | bohot achha review likha hai . khaas tor per last line zabardast hai . :) fuzool tareen drama hai , jisay zabaradsti khench khench ker lamba kerdiya hai . kahani kaa naa ser hai naa per . next 1000 episodes mein jahangir kay potay , per potay .............. aur pata nahin kitni aur generations aayengi . ali sethi ne bh... | neg |
681 | bohot bekaar aur fuzool ending thi ... 2 malkaniyon kay ilawa sub mer gaye ... magar kyun ? aasia ko maarnay ki kiya waja thi jabkay ghulam freed pehlay hi uss ki jaedad apnay naam kr chuka tha ?... wali bhi qatil thaa , ussay koi saza kyun nahin mili ?... chacha mian ji ne kyun khudkushi ker li achanak ?... sajida to ... | neg |
682 | bohot boring & amp ; flop drama ! | neg |
683 | bohot boring aur slow drama hai . kahani main koi bhi khaas baat nahin hai . saman kaa nafsiyati ilaaj kara den to sub kuch theek ho jaega ! | neg |
684 | bohot boring movie hai . yaqeenan flop hui hogi . mazahiya movie bananay ki koshish ki hai magar mujhay kisi aik scene main bhi hansi nahin aayee . pata nahin kyun haklay kaa kirdaar daal ker directors / writers ye samjhtay hain kay bari comedy peda ki hai . jabkay haqeeqat main , hakla ker bolnay walay kirdaar baray h... | neg |
685 | bohot boring rota dhota episode . | neg |
686 | bohot boring show tha . sana safinaz ko baar baar awards milnay per andaza hogya kay ye awards kitnay authentic hain . sana safinaz per awards ki baarish kay baad baqi sub bachay kuchay awards pyare afzal ki team ko mil gaye . lagta hai kay baghair kisi rehearsal kay ye show arrange hua hai kyun kay sub ne bohot saari ... | neg |
687 | bohot boring tha ye episode bhi . rukhi kaa boyfriend david gora to nahin lagta . aik to zee kaa character kaafi ajeeb likha hua hai ooper se nosheen shah ( zee ) ki overacting .... uffffff ! | neg |
688 | bohot handsome aur attractive zawwar kay samnay bechara shaheer bohot ugly lagta hai . | neg |
689 | bohot hee bura lag raha hai fawad . sookhay huye munh aur laal ankhon kay saath ajeeb rooti hui shakal banayee hui hai . | neg |
690 | bohot hi artificial type ki filmi kahan hai… . sanam ka ameer tareen aashiq rumi her waqt sanam ko teenagers ki tarah yaad kerta rehta hai , ussay aur koi kaam nahin hai .... jab rumi sanam ko uss ki shaadi se honay se pehalay se pasand kerta tha to itnay saalon say kahan jhak maar raha tha ab tak aur uss ne kabhi sana... | neg |
691 | bohot hi depressing episode tha . :( | neg |
692 | bohot hi slow drama hai aur kaafi boring story hai | neg |
693 | bohot hi ziddi hai kiran . sikander ne itni dafa muafiyan maang lein , saas susar aur maan ne bhi smajhaya ... susar sahab zamanat ( guarantee ) bhi de rahay thay kay ab sikander kiran ko nahin maaray ga ... kiran ko itnay saaray logon ki baat maan ker kam - az - kam aik moqa to dena chihiye tha sikander ko ..... kiran... | neg |
694 | bohot hi zyada artificial & illogical kahani hai . husna kisi say bhi zaban nahin chalati , gher kay saaray kaam bhi kerti hai magar uss kay gher walay her waqt uss say her waqt naraaz rehtay jo kay bhot ghair - haqeeqi lagta hai . husna ki 2 moti sahaliyon ko pata nahin kyun rakha hua hay dramay main , dono hi overact... | neg |
695 | bohot saary ghair zaroori scenes & amp ; kirdaar daal ker kahani ko zabardasti khench ker lamba kiya gaya jiss ne dramay ko kaafi boring bana diya hai . puranay black & amp ; white version shehzori main dramay ka tempo kaafi fast tha aur heroin ( neelofer abbasi ) kaa character bhi bohot strong tha . black & amp ; whit... | neg |
696 | bohot saray darmay main nahin dekhti jesay ... choti choti khushiyan , shehr e yaran , dehleez , matam , ishq hamari galiyon mein , sannata , chubhan , meri maa , mann kay moti , …so on .... aur turkish dramay bhi nahin dekhti main . :), mujhay achay nahi lagtay . bohat bury lagtay hain . | neg |
697 | boht pareshan hoon matric kay imtehaanaat hain | neg |
698 | boht boht saddddd | neg |
699 | bollywood mein heroins ka kaam hi kya hota ha ? dance aur intimate scenes ... story hamesha hero ki hi hoti ha with an odd story | neg |
Subsets and Splits
No community queries yet
The top public SQL queries from the community will appear here once available.